Janam Janam Tuhi Mere Pass Maa Lyrics
Is The Song For Mothers Day. Song is Sung by Atif Aslam. Music of the Song is Given by Pritam. Janam Janam Tuhi Mere Pass Maa Lyrics is Written by Irshad Kamil. The Song Features Shahid Kapoor.
Janam Janam Tuhi Mere Pass Maa Lyrics Credits
Singer: Atif Aslam
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil
Janam Janam Tuhi Mere Pass Maa Lyrics
Janam janam ho tu hi mere paas Maa
Janam janam ho tu hi zameen aasman
Janam janam ho tu hi mere paas Maa
Janam janam ho tu hi zameen aasman
Ye hai khabar dil mein kahin
Rab reh rehta hai magar
Mere dil mein rehti bholi bhali meri Maa
Mere dil mein rehti bholi bhali meri Maa
Pagli hai duniya Rab ko manane
Mandir mazaaron tak jaati hai
Ghar mein hi mere hota hai teerth
Mujhko nazar jab Maa aati hai
Mujhko nazar jab Maa aati hai
Janam janam tu meri ardaas Maa
Janam janam tu mera ehsaas Maa
Sach ka pata dil mein hi hai
Par mujhko ye pata
Mere dil mein rehti bholi bhali meri Maa
Mere dil mein rehti bholi bhali meri Maa
Bachpan se ab tak Maa se kya seekha
Main yeh jahaan ko batlaunga
Jab naaz hoga tumko bhi mujh pe
Wo din yaqeenan main laaunga
Wo din yaqeenan main laaunga
Janam janam hun tera vishwas Maa
Janam janam rahoon main tere paas Maa
Inn khwaahishon inn koshishon se pehle to magar

I Hope You Like The Post - Janam Janam Tuhi Mere Pass Maa Lyrics - Atif Aslam, Pritam.
No comments:
Post a Comment