Ab Nahi Hai Ishq Humko Lyrics Song by Priyavrat Singh
Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Raghav Tiwari and Rineh Arya. It is Sung by Priyavrat Singh. Lyrics is Written by Sajal Kumar.
Ab Nahi Hai Ishq Humko Lyrics Credits
Singer: Priyavrat Singh
Music: The Record House
Lyrics: Sajal Kumar
Ab Nahi Hai Ishq Humko Lyrics
Wo Lamhe Amanat Ke Jo Rakhe Hifazat Se Wo
Chahaton Ke Pal Saare Gaye Jo Badal Saare Muthiyon Mein Qaid Saare
Muthiyon Ko Khol De Hum
Ab Nahi Hai Ishq Humko Ab Sahi Hai Bol De Hum

Gaanewali Beat Pe Jo Konewali Seat Pe Jo
Meri Pyaari Haar Pe Aur Teri Mast Jeet Pe Jo

Waqt Hamne Kaanta Tha Zindagi Se Chhata Tha
Aate Hai Humko Beshaq Yaad Aaj Kal Saare

Bholi Bhali Baat Mein Jo Soyi Jaagi Raat Mein Jo
Khwaab Si Ye Zindagi Thi Humne Dekhi Saath Thi Jo
Ishq Ka Jo Dhaga Tha Waqt Sa Ho Bandha Tha
Chhute Hai Haathon Se Aur Gaye Wo Phisal Saare

Teri Ijazat Hi To Meri Manjoori Thi Apni Aadat Si Tu Aisi Zaroori Thi

Lekin Zaroori Hai Ab Inn Aadaton Ko Chhod De Hum
Mana Hi Ya Kehti Hai Ijazaton Ko Tod De Hum

No comments:
Post a Comment