Beparwah Lyrics Song by Yaseer Desai
Is The Latest Hindi Song of 2020 Featuring Arishfa Khan, Sagar Unagar and Dipak Solanki. It is Sung by Yaseer Desai. It is Composed and Written by Sanjay Pathak.
Beparwah Lyrics Song Credits
Singer: Yaseer Desai
Music: Sanjay Pathak
Lyrics: Sanjay Pathak
Beparwah Lyrics
Oo Bekadar Beparwah Kyun Samaj Naa Paaye Pyaar
Meri Kya Khata Jiski Saza Dete Rahe Ho Har Baar
Tum Mujhe Yaad Karoge Jab Naa Rahenge Tere Pass
Milne Ki Koshish Karoge Tab Hum Naa Rahenge Tere Saath

Aise Tum Khudgarz Ho Yeh Jaan Ke Heran Hai
Tere Se Dar Lag Raha Bin Tere Bhi Pareshan Hai
Kya Kare Humko Bhi Teri Aisi Aadat Ho Gayi Hai
Chahein Ya Na Chahein Ye Aankhein Teri Khatir Ro Rahin Hai
Soch Ke Agar Naa Rahe Hum Jaane Kya Hoga Tera Haal
Tum Kabhi Gumzaar Ho To Kon Rakhenga Tera Khyaal

Haal Hai Har Haal Mein Hai Chahatein Teri Khushi
Hum Rahe Yaa Naa Rahe Tere Labb Pe Rahein Khushi
Kya Fark Padta Hai Jab Hum Khud Se Hi Naaraz Hai
Chah Ke Bhi Keh Sake Naa Dabe Huye Ek Saaz Hai
Ishq Hai Yaa Zeher Chale Hume Naa Pataa
Tum Mere Dil Mein Base Ho Hum Hai Kaha Ye Do Bataan

Also Read:
No comments:
Post a Comment