Breaking

Friday, July 24, 2020

Haal E Dil Lyrics - Deep Ohsaan, Lovee Sandhu, Abhinav Chaksu

Haal E Dil Lyrics Song by Deep Ohsaan

Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Lovee Sandhu and Abhinav Chaksu. It is Sung and Written by Deep Ohsaan. Music is Given by Anurag and Abhishek.

 

Haal E Dil Lyrics Credits 

Singer: Deep Ohsaan
Music: Anurag - Abhishek
Lyrics: Deep Ohsaan

Haal E Dil Lyrics 

Meri Kuch Bhi Samaj Naa Aaye Bhala Karu Bhi To Kya Koi To Mujhko Bataaye

Ishq Kiya Hai Chori Nahin Ki
Ishq Kiya Hai Chori Nahin Ki
Dil Ka Darwaja Phir Bhi Khulta Nahin

Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin
Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin

Neend Khoke Aankhon Se Bhala Koi Sapne Bunta Nahin Sapne Bunta Nahin
Sapne Bunta Nahin Sapne Bunta Nahin

Tere Mere Lekh Likhe Rab Ne Koshish Vi Ki Ae Par Mitdi Nahin
Phir Se Chhu loon Mein Tujhko Yahin Dua Meri Hai Aakhri

Mohabbat Hai Teri Sabse Hasin Kya Mein Batau Badi Dil Nashin
Jiske Liye Koi Sauda Nahin

Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin
Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin

Neend Khoke Aankhon Se Bhala Koi Sapne Bunta Nahin Sapne Bunta Nahin
Sapne Bunta Nahin Sapne Bunta Nahin

Aisi Mohabbat Karu Ke Kho Jaaye Ek Duje Mein Hum
Duniya Se Mujhko Kya Lena Tum Ho To Mujhko Kya Gum

Tasveer Teri Dil Mein Basi Tere Bina Koi Dikhta Nahin

Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin
Haal E Dil Bayaan Karu Kaise Koi Sunta Nahin Koi Sunta Nahin

No comments:

Post a Comment