Breaking

Monday, July 20, 2020

Har Dafaa Lyrics - Yaara, Vidyut Jamwal, Amit Sadh

Har Dafaa Lyrics Song From Yaara Movie

Is The Latest Hindi Song of 2020. It is Sung by Shaan and Shruti Rane. Music is Given by Gourov & Roshin. Lyrics is Written by Prashant Ingole & Sunil Sirvaiya.
 

Har Dafaa Lyrics Credits 

Singer: Shaan & Shruti Rane
Music: Gourov-Roshin & Shaan
Lyrics: Prashant Ingole & Sunil Sirvaiya

Har Dafaa Lyrics 


Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki

Oo Bahana Dhoondh Ke Mein Milu Tujhse
Jaise Ho Pehli Wo Dafaa Har Dafaa

Taaroof Baith Ke Mein Karu Tujhse Jaise Nayi Ho Har Jagah Har Dafaa

Haathon Me Haath Leke Ta Umra Yuhi Baithe
Dekha Karun Mein Tujhko Ek Tak Lagake Haa
Jaake Jabhi Ye Aankhen Palakon Ke Vantu Dhaage
Phir Khwaab Koi Tu Jaake Has Ke Pirode

Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki

Itra Hai Teri Sohbat Zikra Hai Tera Dilkash
Lafz Hai Jaise Ho Dua
Agar Khuda Bhi Mil Jaaye Jannate Lekar Aaye
Tujhko Chununga Bakhooda

Haathon Me Haath Leke Ta Umra Yuhi Baithe
Dekha Karun Mein Tujhko Ek Tak Lagake Haa
Jaake Jabhi Ye Aankhen Palakon Ke Vantu Dhaage
Phir Khwaab Koi Tu Jaake Has Ke Pirode

Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki
Magan Tere Ishq Mein Lagan Tere Ishq Ki

Bahana Dhoondh Ke Mein Milu Tujhse
Jaise Ho Pehli Wo Dafaa Har Dafaa

 
Also Read: 

Khudkhushi Lyrics - Yaara, Vidyut Jamwal, Amit Sadh

No comments:

Post a Comment