Breaking

Saturday, July 18, 2020

Khulke Jeene Ka Lyrics - Dil Bechara, Arijit Singh

Khulke Jeene Ka Lyrics Song From Dil Bechara Movie 

Is The Latest Hindi Song of 2020. It is Sung by Arijit Singh. Music is Given by A.R. Rahman. Lyrics is Written by Amitabh Bhattacharya.

 

Khulke Jeene Ka Lyrics Credits 

Singer: Arijit Singh 
Music: A.R. Rahman 
Lyrics: Amitabh Bhattacharya 

Khulke Jeene Ka Lyrics 


Khulke Jeene Ka Tareeka Tumhe Sikhate Hai
Hash Ke Dekhona Lateefa Tumhe Sunate Hai

Umar Ke Saal Kitne Hai Gin Gin Ke Kya Karna
Bit Jaayena Ginti Me Varna

Aao Filmo Ke Beadab Gaane Gaate Hai Heroine Hero Aaj Tum Hum Ban Jaate Hai

Khulke Jeene Ka Tareeka Tumhe Sikhate Hai
Hash Ke Dekhona Lateefa Tumhe Sunate Hai

Khusiyan To Rakhi Hai Pocket Mein Kagaz Ke Nanhe Se Packet Mein
Inki Bijli Ki Tarah Kyun Bachat Kare Ye Bataona
Kharach Kar Dalenge Aaj Hi Aaona

Hai Mehenge Dard Bade Aur Muskaan Payi Humne Muft Mein

Khulke Jeene Ka Tareeka Tumhe Sikhate Hai
Hash Ke Dekhona Lateefa Tumhe Sunate Hai

Umar Ke Saal Kitne Hai Gin Gin Ke Kya Karna
Bit Jaayena Ginti Me Varna

Dil Ki Hai Itni Hi Nadani Chutki Main Ho Jaaye Rovani
Yaari Aur Chahat Ke Jo Beech Ki Wahi Sarhad Hai
Paar Usko Kar Jaana Dil Ki Buri Aadat Hai

Aasani Se Aa Jaaye Do Anjaan Ankhiyon Ki Giraft Mein

Khulke Jeene Ka Tareeka Tumhe Sikhate Hai
Hash Ke Dekhona Lateefa Tumhe Sunate Hai

Umar Ke Saal Kitne Hai Gin Gin Ke Kya Karna
Bit Jaayena Ginti Me Varna

Aao Filmo Ke Beadab Gaane Gaate Hai Heroine Hero Aaj Tum Hum Ban Jaate Hai

Khulke Jeene Ka Tareeka Tumhe Sikhate Hai

 

Also Read: 

Taare Ginn Lyrics - Dil Bechara, Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan

1 comment: