Breaking

Wednesday, July 15, 2020

Kyun Door Ho Lyrics - Akhil Tiwari, Manik Talwar

Kyun Door Ho Lyrics Song by Akhil Tiwari

Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Manik Talwar and Chandani Gupta. Music is Given by Prakhar Bhardwaj. Lyrics is Written by Vinay Baban Lad.
 

Kyun Door Ho Lyrics Credits 

Singer: Akhil Tiwari
Music: Prakhar Bhardwaj 
Lyrics: Vinay Baban Lad

Kyun Door Ho Lyrics 


Kyun Door Itna Ho Dil Se Mere Thoda Kareeb Aao Naa
Armaan Dil Ke Hai Jaage Mere Khwahison Se Jao Naa

Kyun Door Itna Ho Dil Se Mere Thoda Kareeb Aao Naa
Armaan Dil Ke Hai Jaage Mere Khwahison Se Jao Naa

Kyun Khwabon Mere Tum Aakar Basein Ho
Bane Jaan Ho Tum Jab Se Hasein Ho

Kyun Khwabon Mere Tum Aakar Basein Ho
Bane Jaan Ho Tum Jab Se Hasein Ho

Mushkil Mein Hai Dil Karna Tu Deri Itna To Itrao Naa
Kyun Door Itna Ho Dil Se Mere Thoda Kareeb Aao Naa
Armaan Dil Ke Hai Jaage Mere Khwahison Se Jao Naa

Ye Leharata Aanchal Ye Kaano Ki Baali Badi Pyaari Lagti Hai Hothon Pe Laali
Ye Phoolon Ne Chaha Ye Khushboo Tumhari
Tumhe Bas Paana Ye Marzi Humari

Kyun Door Itna Ho Dil Se Mere Thoda Kareeb Aao Naa
Armaan Dil Ke Hai Jaage Mere Khwahison Se Jao Naa

No comments:

Post a Comment