Shikayat Lyrics Song by Ved Sharma
Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Prince Narula and Yuvika Chaudhary. It is Sung by Ved Sharma. Lyrics is Written by Harsh Limbachiyaa. Music is Given by Aditya Dev.
Shikayat Lyrics Song Credits
Singer: Ved Sharma
Music: Aditya Dev
Lyrics: Harsh Limbachiyaa
Shikayat Lyrics
Bas Khuda Se Hai Itni Shikayat Kyun Tu Mera Hua Hi Nahin
Kuch Lamho Ki Maangi Thi Mohalat Kyun Tu Mera Hua Hi Nahin
Haa Mein Maangu Ijazat Haa Karke Bagawat Tu Mera Hua Hi Nahin
Maine Maangi Thi Tujhse Wo Saansein Jinme Basti Hai Saansein Meri

Mujhe Har Teri Yaad Aaye Kaise Kise Hum Bataayein
Jeekar Bhi Kaise Jeeyun Mein Haq Mein Nahin Yeh Hawaayein
Faasle Faisalon Ki Wajah Hai Ishq Ka Mel Hua Hi Nahin

Mera Marz Tu Hai Dawaa Bhi Main Hu Yeh Raatein Gawah Bhi
Jinn Raasto Pe Khuda Naa Mujhko Milaa Tu Waha Bhi

No comments:
Post a Comment