Nazdeekiyan Lyrics Song From Movie Hum Bhi Akele Tum Bhi Akele
Is The Latest Song of 2021 Features Zareen Khan and Anshuman Jha. It is Sung By Adeel Rashid. Music is Given by Oni-Adil. Lyrics is Written by Saurabh Negi.
Nazdeekiyan Lyrics Song Credits
Singer: Adeel Rashid
Music: Oni-Adil
Lyrics: Saurabh Negi
Nazdeekiyan Lyrics
Tu Hai Nazar Main Hasee Sa Hai Koi Manzar Tere Bin Rehna Nahin Ek Pal Bhi Mujhe
Teri Hi Khushboo Se Mahekata Mera Dil HI Naya Ishq Har Din Tujhse Hai Mujhe
Hai Yeh Guzarish Ho Teri Hi Baarish Kehna Mera Maan Le
Haathon Ko Tu Thaam Le
Kyun Mere Dil Ki Har Ek Daastaan Mein Shamil Hai Ab Tu
Tu Meri Saanson Ko De Ab Panaah Haa Iss Kaabil Hai Tu
Tu Sab Hai Tu Hi Ab Hai Subah Tujhse Mukammal Jahan
Bhool Betha Mein Saara Jahaan Huyi Jab Se Nazdeekiyan
Suna Hai Tere Bina Aasmaan Tu Hi Hai Mera Sitara
Roshni Hai Teri Har Jagah
Khwabon Mein Aana Nahin Kuch Jatana Tere Mere Ishq Ka
Chale Ab Yahin Silsila
Kyun Mere Dil Ki Har Ek Daastaan Mein Shamil Hai Ab Tu
Tu Meri Saanson Ko De Ab Panaah Haa Iss Kaabil Hai Tu
Tu Sab Hai Tu Hi Ab Hai Subah Tujhse Mukammal Jahan
Bhool Betha Mein Saara Jahaan Huyi Jab Se Nazdeekiyan
No comments:
Post a Comment