Bekhabar Lyrics Song by Rishav Das
Is The Latest Hindi Song of 2020. It is Sung and Composed by Rishav Das. Lyrics is Written by Khushman.
Bekhabar Lyrics Song Credits
Singer: Rishav Das
Music: Rishav Das
Lyrics: Khushman
Bekhabar Lyrics
Bekhabar Mein Chala Yuhin Ajnabee Naa Ho Par
Sapne Jo Maine Dekhe Haqiqat Karne Unko
Phir Aao Naa Bano Tum Azaadi Mein Mere HumSafar
Phir Chal Tu Saath Mere Rang Ne Inhe Zindagi Ke Panno Par
Pahado Par Hum Chal Chalenge Nadi Mein Hum Tair Lenge
Raaste Khone Pe Bhi Dhoondh Lenge
Pahado Par Hum Chal Chalenge Nadi Mein Hum Tair Lenge
Raaste Khone Pe Bhi Dhoondh Lenge
Beh Chale Hum Naseeb Ki Laher Pe Rooh Ki Aag Azaad Karke
Dil Ki Har Aarzoo Haasil Karke
Phir Aao Naa Bano Tum Azaadi Mein Mere HumSafar
Phir Chal Tu Saath Mere Rang Ne Inhe Zindagi Ke Panno Par
Bekhabar Mein Chala Yuhin Ajnabee Naa Ho Par
Sapne Jo Maine Dekhe Haqiqat Karne Unko
Sapne Jo Maine Dekhe Haqiqat Karne Unko
Phir Aao Naa Bano Tum Azaadi Mein Mere HumSafar
Phir Chal Tu Saath Mere Rang Ne Inhe Zindagi Ke Panno Par
No comments:
Post a Comment