Breaking

Tuesday, July 21, 2020

Naam Lyrics - Millind Gaba, Tulsi Kumar, Jaani

Naam Lyrics Song By Millind Gaba 

Is The Latest Song of 2020 From T-Series. It is Sung by Millind Gaba and Tulsi Kumar. Music is Given by Millind Gaba. Lyrics is Written by Jaani.

Naam Lyrics Song Credits 

Singer: Millind Gaba & Tulsi Kumar 
Music: Millind Gaba
Lyrics: Jaani
Label: T-Series 

Naam Lyrics


Bhul Gaye Woh Din Kyun Re Jaani Kyun Woh Shaam Bhi Bhul Gaye
Pehle To Bhule Mujhko Sanam Tum Phir Mera Naam Bhi Bhul Gaye

Je Kuch Vi Nai Yaad Tainu Aaja Ve Maar De Mainu
Mera Ki Dass De Kasoor Kyun Hoya Mere Kolo Door

Pehli Baari Humne Piya Tha Pila Ke Woh Jaam Bhi Bhul Gaye
Pehle To Bhule Mujhko Sanam Tum Phir Mera Naam Bhi Bhul Gaye

Haal Hamara Tere Bin O Yaara Haal Hai Apna Aise
Nikalkar Paani Se Machhali Koi Re Tadapati Hoti Hai Jaise

Ve Raato Raat Jo Zindagi Kat De Haaye Rabb Kare Tainu Vi Koi Chhad De

Mera Ki Dass De Kasoor Kyun Hoya Mere Kolo Door

Hai Tere Hi Ghar Ke Duniya Mein Saari Hum Badnaam Bhi Bhul Gaye
Bhul Gaye Woh Din Kyun Re Jaani Kyun Woh Shaam Bhi Bhul Gaye

Bin Tere Ro Ro Ke Katani Hai Re Humne To Apni Zindagi Saari
Bus Ek Hum Hi Bhule Nahin Hai Aayi Tumhe Bhi Naa Yaad Humari

Tere Bina Hum Kaise Hai Kya Bataayein Haa Humne Jo Bhula Kabhi Tumhe To Hum Mar Jaaye

Haaye Gal Kardi Hai Tu Dass Kedi Main Ta Khushboo Bhi Bhuleyaan Ni Teri
Aaja Yappa Miliye Dobara Khwahish Ae Hai Aakhri Meri

Rehna Hume Yaad Karte Kahaan Tha Ye Chhota Sa Kaam Bhi Bhul Gaye
Pehle To Bhule Mujhko Sanam Tum Phir Mera Naam Bhi Bhul Gaye


No comments:

Post a Comment