Dil Ko Karaar Aaya Lyrics Song By Rajat Nagpal
Is The Latest Song of 2020 Features Sidharth Shukla and Neha Sharma. It is Sung and Composed by Rajat Nagpal. Lyrics is Written by Rana.
Dil Ko Karaar Aaya Lyrics Credits
Singer: Rajat Nagpal
Music: Rajat Nagpal
Lyrics: Rana
Dil Ko Karaar Aaya Lyrics
Dua Bhi Lage Naa Mujhe Dawa Bhi Lage Naa Mujhe
Jab Se Dil Ko Mere Tu Laga Hai
Neend Raaton Ki Meri Chahat Baaton Ki Meri
Chain Ko Mere Tune Yeh Thaga Hai
Jab Saansein Bharu Mein Band Aankhein Karu Mein
Nazar Tu Aaya
Dil Ko Karaar Aaya Tujhpe Hai Pyaar Aaya
Pehli Pehli Baar Aaya Oh Yaara

Har Roj Puchhe Yeh Hawaayein Hum To Bataake Haare
Kyun Zikra Tera Karte Hai Humse Taare

Ab Kisse Hai Tere Naa Hothon Pe Mere Izhaar Aaya Yaara

Wow
ReplyDelete