Dil Tod Ke Lyrics Song B Praak
Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Abhishek Singh and Kaashish Vohra. Music is Given is Rochak Kohli. Lyrics is Written by Manoj Muntashir.
Dil Tod Ke Lyrics Song Credits
Singer: B Praak
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Manoj Muntashir
Dil Tod Ke Lyrics
Saval Ek Chhota Sa Tha Jiske Pichhe Ye Puri Zindagi Barbaad Kar Li
Bhulau Kis Tarha Woh Dono Aankhein Kitabon Ki Tarha Jo Yaad Kar li
Tum De Rahin Ho Dil Mein Kisi Aur Ko Jagah
Lekin Koi Naa Chahega Tum Ko Meri Tarah
Kya Hai Kusoor Mera Jo Dil Se Utar Gaya
Mood Ke Bhi Naa Dekha Mujhe Tumne Ek Dafa
Jaise Gayi Ho
Jaise Gayi Ho Jaata Hai Kya Koi Aise Chhod Ke
Dil Tod Ke Ho
Dil Tod Ke Hasti Ho Mera Wafaayein Meri Yaad Karogi
Ho Phir Lo Mujhse Aaj Nigahe Kadar Mere Baad Karogi
O Dil Tod Ke Ho Dil Tod Ke
Woh Tum Hi Thi Jo Baar Baar Aake Lagti Thi Gale Mere
Woh Tum Hi Thi Jo Baar Baar Aake Lagti Thi Gale Mere
Woh Bhi Tum Hi Thi Har Raaz Saath Jiske Din Raat Dhale Mere
Kaha Gayi Tum Oooo
Kaha Gayi Tum Dard Se Mera Rishta Jodd Ke
Dil Tod Ke Ho
Dil Tod Ke Hasti Ho Mera Wafaayein Meri Yaad Karogi
Ho Phir Lo Mujhse Aaj Nigahe Kadar Mere Baad Karogi
O Dil Tod Ke Ho Dil Tod Ke
O Galiyon Galiyon Liye Phira Mein Tukda Tukda Dil
Kaash Kisine Puchha Hota Kaise Ujda Dil
O Galiyon Galiyon Liye Phira Mein Tukda Tukda Dil
Kaash Kisine Puchha Hota Kaise Ujda Dil
Kaise Bhardi Oo
Kaise Bhardi Nadiyaan Naale Aankhein Nichod Ke
Dil Tod Ke Ho
Dil Tod Ke Hasti Ho Mera Wafaayein Meri Yaad Karogi
Ho Phir Lo Mujhse Aaj Nigahe Kadar Mere Baad Karogi
O Dil Tod Ke Haaye Dil Tod Ke
Sirf Dil Tuta Hai Saans Nahin
Dhadkanomein Abhi Ravani Baaki Hai
Pyaar Ka Kissa Khatam Ho Gaya To Kya
Zindagi Ki Kahani Abhi Baaki Hai
No comments:
Post a Comment