Breaking

Saturday, July 11, 2020

Virgin Bhanupriya Title Track Lyrics - Urvashi Rautela

Virgin Bhanupriya Title Track Lyrics Song 

Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Urvashi Rautela. It is Sung by Dev Negi. Music is Given by Saurabh-Vaibhav. Lyrics is Written by Ajay Lohaan.


Virgin Bhanupriya Title Track Lyrics Credits 

Singer: Dev Negi
Music: Saurabh & Vaibhav
Lyrics: Ajay Lohaan

Virgin Bhanupriya Lyrics


Iska Naam Hai Vishvas Lagi Hai Pyaas Par Khali Hai Glass

Oo oo Hey Hey

Iska Naam Hai Vishvas Lagi Hai Pyaas Par Khali Hai Glass

Iski Chiththi Ka Lifafa Gum Hai
Ye Sannate Se Bhi Jyada Sunn Hai

Sui Mein Dhaga Ho Ke Bhi Kuch Na Siya
Yeh Hai Yeh Hai Yeh Hai
Virgin Bhanupriya

Yeh Hai Yeh Hai Yeh Hai
Virgin Bhanupriya

Iske Sharbat Se Chini Udd Gai
 Jaane Kaise Kaise
Kaisi Manhusiyat Si Judd Gayi

Chalti Thi Gaadi Iski Road Pe
Jaane Kaise Kaise
Khandar Ke Ander Jaake Mud Gayi

Javani Mein Apni Ye Bhugat Rahi Hai Kaisi Saza
Jitne Bhi Launde Aaye Kisine Bhi Saala Kuch Nahi Kiya

Sui Mein Dhaga Ho Ke Bhi Kuch Na Siya
Yeh Hai Yeh Hai Yeh Hai
Virgin Bhanupriya

Yeh Hai Yeh Hai Yeh Hai
Virgin Bhanupriya

Yeh Hai Yeh Hai Yeh Hai
Virgin Bhanupriya

 

Also Read: 

Dil Apni Haddon Se Lyrics - Virgin Bhanupriya, Urvashi Rautela, Jyotica

No comments:

Post a Comment