Sathiya Aa Bhi Jaa Lyrics Song by Vyom Singh Rajput
Is The Latest Hindi Song of 2020 Features Rudra Chauhan and Sana Sultan Khan. It is Sung, Composed and Written by Vyom Singh Rajput.
Sathiya Aa Bhi Jaa Lyrics Credits
Singer: Vyom Singh Rajput
Music: Vyom Singh Rajput
Lyrics: Vyom Singh Rajput
Sathiya Aa Bhi Jaa Lyrics
Bin Tumhaare Ab Jiyaa Jaaye Naa
Duriyon Mein Bhi Abb Raha Jaaye Naa
Ashq Dil Se Ab Behana Chaahe Naa
Woho Saansein Tumse Yeh Kehna Chaahe Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Tujhko Dekha To Laga Iss Kadar Jaise Bitein So Saat Par Lage Do Pal
Jaane Kyun Ye Dil Kahe Ki Tujhse Pyaar Kar
Tuta Bahot Par Aaya Yeh Tujhpe Laut Kar
Tu Hi Meri Zindagi Ka Sahara
Subah Shaam Tera Naam Pukara
Tere Bina Ab Raha Hai Mushkil
Phirta Hu Mein Ab Banjara
Door Hoke Bhi Tu Mere Pass Tha
Sabne Chhoda Par Tu Hi Saath Tha
Saans Meri Aur Dhadkan Hai Teri
Ho Gayi Hoon Ban Ke Ab Teri
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Duriyon Mein Bhi Abb Raha Jaaye Naa
Ashq Dil Se Ab Behana Chaahe Naa
Woho Saansein Tumse Yeh Kehna Chaahe Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Tujhko Dekha To Laga Iss Kadar Jaise Bitein So Saat Par Lage Do Pal
Jaane Kyun Ye Dil Kahe Ki Tujhse Pyaar Kar
Tuta Bahot Par Aaya Yeh Tujhpe Laut Kar
Tu Hi Meri Zindagi Ka Sahara
Subah Shaam Tera Naam Pukara
Tere Bina Ab Raha Hai Mushkil
Phirta Hu Mein Ab Banjara
Door Hoke Bhi Tu Mere Pass Tha
Sabne Chhoda Par Tu Hi Saath Tha
Saans Meri Aur Dhadkan Hai Teri
Ho Gayi Hoon Ban Ke Ab Teri
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Sathiya Aa Bhi Jaa Ho Ho
Pyaar Mein Tere Bin Jiyaa Jaaye Naa
Also Read:
No comments:
Post a Comment